Top 3 Video edition app for Android in 2019 || Top 3 best video editing app in 2020

Top 3 Video edition app for Android in 2019 || Top 3 best video editing app in 2020


Bahut bahut Swagat karta hun Aaj Kya Hamare is post me doston Aaj Ham jaane Wale Hain top Aise application ke bare mein jo ki aapko Android Mein video editing karne ke liye sabse behtarin application hai .. top 3 video editing Android app in 2019 doston agar aap ek YouTuber hai to ya application aapke bahut hi kaam aane wali hai jo ki android phone me kaam Karti hai... Bahut saare logo ke paas Laptop nhi hota hai to wo Apne phone se hi video bnate hai or edit v karte hai .. Main khud is app Ko use krta hun .. Agar aapko Janna hai ki ye top 3 video app kon si hai to post Ko pura padhe .. or app ki details padh kar hi download kare ... 

1st ... 
KineMaster


Dosto KineMaster app jyada tar log android phone me istamal karte hai .. aapne dekha hi hoga isme aapko bahut khubiya mil Jaati hai .. playstore par is app Ko logo me kafi Jayda pasand Kiya hai or download Kiya hai ... Isme aapko simple sa interface milta hai jaha aap asani se is app Ko use kar sakte hai .. sath me jo iski Sabse jyada khas baat hai wo hai iski green screen video .. aap isme green screen video bhi edit kar sakte hai ... 

KineMaster Features...... 

• Multiple layers video select kar sakte hai , images, stickers, special effects, text, and handwriting ka bhi option diya gya hai
•  Aap isme Apne video Ko Reverse bhi kar sakte hai or Apne video ko accha look de sakte hai ..
• Blending modes or beautiful effects bhi dekh e Ko milta hai ...
• Aap isme voiceovers kar sakte hai, background music, voice changers, and sound effects bhi de sakte hai ..
• Editing tools to trim ka bhi option diya gya hai , or sath me aapko splice or video crop bhi dekhne Ko milta hai ...
• Isme aapko Store provides music, clip graphics, fonts, stickers, ect .. bhi milta hai ..
• Time lapse ke liye Speed control or slow motion effects bhi milta hai ..
• Keyframe animation tool bhi milta hai jisse app motion to layers me use kar sakte hai
• Export kar sakte hai 4K 2160p video wo bhi 30FPS  me• Aap isme different color filters apply kar sakte hai Apne video Ko or bhi look dene ke liye 
 App direct video save kar ke YouTube, Facebook, Dropbox etc share kar sakte hai 
Pro version or water mark Remove karne ke liye aapko kuch paise bhi katwane paste hai .. aap chahe to is app ka mode version bhi use kar sakte hai... Aapko asani se mil jayegi .. 

2nd ... PowerDirector 


Dost second number per hamne Rakha Hai powerdirector Ko Kyunki bahut Sare log bhi iss application Ka bhi use karte hai aur playstore par is app ka accha Khasa download hai aur Logon Se Achcha Khasa response mila hai.. jyadatar youtuber Ko Maine is application ka use karte Dekha Hai Aur Main Bhi is application ko bahut Dinon Se use kar raha hun.. ismein bhi aapko green screen video recording Mil Jata Hai Jo Bhi time master me bhi diya gaya hai.. bahut Sare Aise Bhi option hai jo ki maine kinemaster Mein Dekha Hai aur powerdirector Me vah option Aap Ko Nahin Milta.. powerdirector mein Mujhe jo sabse accha laga vah yah hai ki aapki Jo video ki quality hoti hai vah Kam Nahin Hoti.. 

PowerDirector features.. 

• Multilayer video select kar sakte hai sath me Images, stickers, special effects, text bhi dekhne Ko milta hai handwriting ka option nhi hai ..
• Reverse video ka option bhi milta hai 
• Video trimming, video flip, Crop video video light select or bhi bahut kuch milta hai .. 
• Isme aapko voiceovers, background music, Sound effect ka bhi option milta hai .. 
• Video different colour effect or colour effect bhi milte hai 
• decoration text ka option bhi milta hai 
• Video save karne ka option jo ki aap agar subscription lete hai to aap 4k 1080p me kar sakte hai or agar subscription bhi hai to full hd 720p me kar sakte hai .. 

3rd .... Filmora Go 

Jaha tak dekha jaye to ye pp bhi mujhe kafi jyada accha lga hai .. is app ko bhi maine kafi acche se itsmal bhi kiya hai isme bhi aapko same feature mil jaate hai jo ki aapko kinemaster or powerdirector me milta hai .. isme aapko video editing karne me bhi asani hogi .. is app ko google play store par kafi download huye hai or logo ne kafi jyada pasand bhi kiya hai ..aap jahe to aap ye app bhi download kar ke use kar sakte hai..

Filmora Go Features...

• Isme aapko video trime or crope ka option milta hai 
• multilayer video select kar sakte hai 
• VIdeo trim video flip etc .. ka option bhi mil jata hai 
• video adjust , video rotate bhi kar sakte hai.. 
• sabse best option aapko PIP ka mil jata hai jo ki mujhe kafi jyada aacha lga .
• Music Ton ka bhi option mil jata hai .. 
•  video transition ka bhi option mil jata hai.. 
jyada jankari ke liye app download zaroor kare ... 

Video covered in this article :--
top 3 video editing for android, 3 best android app for video editing, best video editing for smartphone, best android video editing app, youtube video editing for mobile,youtube video editing app, best youtube video editing app, top 3 best eding app for android,

Post a Comment

0 Comments